Dawat-e-Islami | |
---|---|
maqsad | "mujy apni our sari dunya ki islah ki koshish karni hay." |
tashkeel | 1981 |
qisam | Mazhabi |
sadar dafter | Karachi, Pakistan |
makam | Faizan-e-Madina - Global Islamic Centre (Aalami Madani Markaz), khas University Road |
website | www.dawateislami.net |
Dawat-e-Islami eak Islami mazhabi tanzeem hay, jo 1981 main Pakistan say chali, our aaj 200 deason tak ponch gai hae. dawat e islami Islam ki tiblegh o dawat ka kam karti hay. is ke madaras ki tadad pakistan or degar mulkon main hazaron ki tadad main hay, jin Quran ur Islami talemat di jati han. is ke ameer ka nam Muhammad Ilyas Qadri hay[1], jin ko dunya jahan main Musalman Ameer Ahle Sunnat khety han.
Dawat e Islmai ki darsi ktab Faizan E Sunnat hay, jo Urdu, Hindi, Sindhi, English, bangli zubanaon main tarjma ho chuki hay. isi ktab say kam taleem yafta arkan Islami malomat logon tak ponchaty han. is ke alawa dawat e islami 35 zubanoo main ktabian tarjama kar rahi han.
ye "Haftawar Shab-e-Juma Ijtima" (hafta war gatherings) dunya jahan mke hazaron sheron main.[2][3]
Stub
Ii article ek chhota panna hae. Aap iske lamba karke Wikipedia ke madat kare saktaa hae. |